Nadeem Sarwar | Khuda Khair Karey LYRICS | 1441 / 2019 - 40th Album
Khair Karey
Khuda Khair Karey
Us taraf zulm Pey aamaada zamaaney waaley(2)
Is taraf saarey Mohammad ke gharaaney waaley
Kaun kiska hai tarafdaar khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey

Roz e aashoor hawaao'n se barastaa hai lahoo (2)
Lutgayi kiski ye Sardaar khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey
ye to Mumkin hi nahi hai ke jhukaadey sarr Ko(2)
Kya Karey saahib e kirdaar khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey
3) bhai jaatey khuda haafiz o naasir kehkar(2)
Behney kehtii hai ye har Baar khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey
wo jo ghodey se giraa saath girey Mashk o alam(2)
Naa Alam hai Naa alamdaar khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey
Kitney sadmey hai jo sajjad Ko sehney hai Abhi(2)
Beydiyaa'n Hoti hai tayyaar khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey
Aaj bhi seeno'n Mey zindaa hai Husain ibney Ali(2)
Saara aalam hai Azadar khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey
Aaney waaley yuhi Aatey rahey rozo'n Pey sadaa(2)
Kamm na ho aapke zawwaar khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey
sheh ke maatam Mey hilaal aisi fizaa goonj uthi(2)
Kyu ye Larzaa Darr o deewaar
khuda Khair Karey
Karbala hogayi tayyaar khuda Khair Karey
Ye qayaamat ke hai aasaar khuda Khair Karey
YouTube Video Link-
ConversionConversion EmoticonEmoticon